CHAMAN CHAMAN KE PHOOL:5
khusboo gulaab se hoti hai
chaman ka naam hota hai
nigaheen khatal karti hain
husn badnaam hota hai.
zubaan khamosh hoti hai
nazar se kaam hota hai
isi pal ka zamane main
mohabbat naam hota hai.
bade shauq se sun raha tha zamana
hum he so gaye dastaan kehte kehte.
na jane kiyoon meri aankh main aagaye aansoon
jab us ne haat badhaya dosti ke liye.
mohabbat to main ne ki hai
iqraar aap ko karna hoga
baraat to main he laoonga
intezaar app ko karna hoga.
kon kehta hai ke mulaqaat nahi hoti
milte to roz hain per baat nahi hoti.
ek zaqm ho to khule dil se dikhaye koi
hum per to karam apnoon ne farmaye hain kiya kiya.
zikar huwa jab qayamat ka
baat pahonchi teri jawani tak.
aag lagi jab aasiyane ko mere
jin pe takya tha wahi patte hawa dene lagey.
khuda kisi ko kisi pe fida na kare
fida agar kare to qayamat tak juda na karey.
yeh saach hai ki marta nahi koi judai main
khuda kisi ko kisi se magar juda na kare.
tum mujhe haat utha kar is trha bad dua do
dekhne wale yeh samjhen ke dua kar rahe hain.
haat utha kar aur mangoon main kiya khuda se
tum he tum shamil ho meri har dua main.
raha per chalte chalte poocha
pairoon ke chaloon ne
basti kitni durr basa li
dil main basne waloon ne.
na tha kuch to khuda tha
kuch na hoga to khuda hoga
doboya mujh ko hone ne
agar main na hota to kiya hota
agar kuch na hota to
main kahan hota.
woh aaye hamare ghar khuda ki khudrat
kabhi hum un ko kabhi apne ghar ko dekhte hain.
zanjeer-e-adl hilaye na main ne is liye
her zulm tere saher main dastoor ho gaya.
us din se andhera hai meri gali main
jis din se rootha hai charagoon ko jalane wala.
teri udaan main shamil hai meri tarbiyat
yeh mat bhool ke main tere baal-0-par main hoon.
aabadi bhi dekhi verane bhi dekhe
jo ujde aur phir na basey dil woh nirali basti hai.
aask-e-nadamat main woh taseer dekhi
gire jo sehra main to phool khila de.
acchi soorat ko sanwarne ki zaroorat kiya hai
saadgi bhi qayamat ki ada hoti hai.
main apne fun ki bulandiyoon se kaam loonga
mujhe muqaam na do main muqaam le loonga.
aap ilzaam pe ilzaam diye jate hain
reh sake na hum bhi khamosh to phir kiya hoga.
tum takaloof ko bhi iqlaas samjhte ho faraaz
dost hota nahi her haat milane wala.
na khuda he mila na wisale sanam
na idhar ke rahe na udhar ke rahe.
nazuki un laboon ki kiya kahiye
jaise pankdi ho ek gulab ki.
BY
ANNYOMUS

No comments:
Post a Comment