us ke hontoon pe kuch kanpta reh gaya
aate aate mera naam sa reh gaya
woh mere samne he gaya aur main
raste ki trha dekhta reh gaya
jhoot wale kahin se kahin badh gaye
aur main tha ke saach bolta reh gaya
andhiyoon ke iradey acche na thee
yeh diya kaise jalta reh gaya
unki ankhoon se kaise chalkne laga
mere hontoon pe jo majra reh gaya
aise bichre sabhi rasta badal kar
akhri hum safar rasta reh gaya
sonch kar aao koh-e-tamanna main
jan-e-jaan jo yahn rehgaya reh gaya
BY
ANNYOMUS
aate aate mera naam sa reh gaya
woh mere samne he gaya aur main
raste ki trha dekhta reh gaya
jhoot wale kahin se kahin badh gaye
aur main tha ke saach bolta reh gaya
andhiyoon ke iradey acche na thee
yeh diya kaise jalta reh gaya
unki ankhoon se kaise chalkne laga
mere hontoon pe jo majra reh gaya
aise bichre sabhi rasta badal kar
akhri hum safar rasta reh gaya
sonch kar aao koh-e-tamanna main
jan-e-jaan jo yahn rehgaya reh gaya
BY
ANNYOMUS
No comments:
Post a Comment