CHAMAN CHAMAN KE PHOOL:6
jab bhi dua ki hum ne
taqdeer badal de aye malik
aawaaz yeh aayi hum ne
taqdeer badalna chore diya.
hum to mohabbat main bhi
tauheed ke khayel hain faraaz
ke ek he shaqs ko apna
mehboob banaye rakha hai.
mujh se bichar ke tu bhi
royegi umar bahr yoonhi
yeh jaan le ke main
teri kaheshoon main hoon.
koi muskura ke milta hai to sahem jata hoon
bahoot zaqm khaye is khanjar se hum ne.
kashtiyaan sab ki kinare lag jayengi
na khuda jin ka na ho unka khuda hota hai.
dil main dhadkan ki trha
aankh main aansoon ki trha
tum mere pass rehna
kisi khusboo ki trha.
zameen-0-aasmaan mil jayeen
phir bhi yeh mumkin hai
magar ek dost duniya mian
badi mushkil se milta hai.
hazroon saal nargis apni
benoori pe roti rahi
badi mushkil se hota hai
chaman main deed awar paida.
kiya kahoon kiya kiya nazar aata hai
jis ki jaisi nazar hogi waisa nazar aata hai.
kitne badal gaye woh halaat ki trha
jab bhi milte hain pehli mulaqaat ki trha
sadqa kiya utareen kisi ke husn ka
ek zindagi mili to khairaat ki trha.
ashk-e-payehum khareed sakta hoon
zulf-e-purkham khareed sakta hoon
meri khushiyaan kahin bik jayeen
tere sab ghum khareed sakta hoon.
yeh tajrooba bhi apne khilaaf karta hoon
kabhi nazar to kabhi aayena saaf karta hoon
mujhe bhoola na dena ek boond samjh ker
main patharoon main shigaaf karta hoon.
nasheman pe nasheman is khadar tameer karta ja
ke bijli girte girte aap khud bezaar ho jaye.
ek hum hain ke nahi khud ko khabar apni he
ek woh hain jo khudayi ki khabar rakhte hain.
marna bhi ek naam hai shayd hayat ka
duniya samjh rahi hai ke wada wafa huwa.
piyar us ko mazaq lagta hai
piyar jis ne kabhi kiya he nahi
cahta hai ke kayenaat mil jaye
umar bahr jis ne kabhi kuch kiya he nahi
woh deraha tha magar hiqarat se
main bhi khuddar tha kabhi liya he nahi.
main ne rote huwe poonche the kisi din aansoon
mudatoon maa ne nahi dhoya dupatta apna.
aake jane ki baat karte ho
dil dukhane ki baat karte ho
phir batate ho apni majboori
phir bahane ki baat karte ho.
har mushkil ka hal hota hai
aaj nahi to kal hota hai
dil ki bateen sun kar dil
jane kitna pagal hota hai.
ek cheez qayamat hai
logoon se suna karte thee
tum ko dekha to yaqeen aya
woh saach he kaha karte thee.
chand tasveer-e-butaan
chand haseenoon ke khotoot
baad marne ke mere ghar se
yehi saamaan nikla.
ro lene se dil ka
bojh halka hota hai
barish agar ho jaye
to mausam accha hota hai
chand darechy main
nikla hai ya tum bathe ho
dekhne waloon ko
dhoka hota hai.
main saher main jab kisi ka pata poochoon
jane kiyoon log mujhe tere gahr ka pata dete hain.
jane us shaqs ko yeh kaisa hunar aata hai
raat hote hi aankhoon main utar aata hai.
khushboo ki trha ud kar aya woh hawaoon main
din raat jisy hum manga karte thee duwaoon main.
jab bhi us ko bhulane ki koshish ki
woh pehle se bhi ziyada yaad aane lagey.
BY
ANNYOMUS

No comments:
Post a Comment